|
Beta
Beta, ab to shaddi kar le. Bapu, ladkiyaan hai kahan? Behanchod saali , is poore gaon mein aadhe ladke kuware baithe hain. Ab kisi aur ki biwi ko thodi hi pakdunga.
Arre bawla ho gaya hai kya? Ladkiyaan marr gayi hai kya? Gaon mine itne log hain, kisi na kisi ki beti ho hogi...
Nahi bapu, ladkiyaan sach mein marr gayi hain, janam lete hi...
|
|